Roman script

panchi ud gaya 
panchi ud gaya preet laga ke
panchi ud gaya sapno ki 
sapno ki sukh kaliya se 
bairi peed badhake sapno ki 
sapno ki sukh kaliya se 
bairi peed badhake panchi ud gaya 
man ka pinjra chori chori
bandh ke rakhi prem ki dori
man ka pinjra chori chori
bandh ke rakhi prem ki dori
chhod  gaya chhod  gaya
haye mujhe dard bhara geet sunake
chhod  gaya chhod  gaya
haye mujhe dard bhara geet sunake
panchi ud gaya 
shyam rang uska manwa
radhe radhe bol sikhaya
par bedardi raha na apna
apna hokar hua paraya
tod gaya wo prem ki dori
chhod  gaya wo nagri mori
tod gaya wo prem ki dori
chhod  gaya wo nagri mori
haye chhaliya haye chhaliya 
mujhse muh mod gaya preet lagake
haye chhaliya haye chaliya 
mujhse muh mod gaya preet lagake
panchi ud gaya 
panchi ud gaya preet laga ke
panchi ud gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube