Roman script

manzil door thi dheemi chaal thi

udti dhool mein aankhen laal thi

chalte chalte khud rasta mudh gaya

tujhko dekhke panchi ud gaya

thoda sa juda zyaada bat gaya

itna phool ke gubbara phat gaya

kisse mein naya panna jud gaya

tujhko dekha ke panchi ud gaya

kisne kya suni kisne kya kahi

aadhi raat thi aadhi hi rahi

Explore this song