Roman script

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana

tauba meri tauba  mushkil tha ek to pahle hi dil ka bahlana   

aafat phir uspe lat me tumhara mukhda chhupa ke chalna 

aise na bolo pad jaaye mujhko, sharmana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

duniya na dekhe dhadke mera man rasta sajan mera chhod o

tan thartharaaye ungali hamaari dekho piya na marodo

yu na sataao mujhko bana ke, diwaana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

bach bach ke hamse o matvaali hai ye kaha ka iraada

naazuk labo se phir karti jaao milne ka koi vaada 

dil ye mera ghar hai tumhara, aa jaana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

naino ne sapno ki mahafil sajaayi hai tum bhi zarur aana

palko ke pichhe se kya tumne kah dala, phir se to farmana

Explore this song