Roman script

pal do pal pyaar ka

aao jee le zara

aaj nazaren mila le

kal ka kisko pata ha

pal do pal zindagi

rehna hai saath saath

chal rahi aaj saansen

kal ka kisko pata ha

kabhi lagta hai, abhi na bolun

kabhi lagta hai, abhi main keh dun

meri khamoshiyan ye kehati

keh dun hai pyaar tujhse

ye agar kahe diya

ruth jaaogi kya

tum bhi to kuchh kaho na

kal ka kisko pata ha

pal do pal pyaar ka

aao jee le zara

aaj nazaren mila le

kal ka kisko pata ha 

kabhi apno ka kahena mano

kabhi sapno ka ishaara jano

ab to meri jaan chhupao na

keh do hai pyaar mujhse

ye agar kahe diya chain aa jaayega

pyaar hai kaho na

kal ka kisko pata ha 

pal do pal pyaar ka

aao jee le zara

aaj nazaren mila le

kal ka kisko pata ha 

pal do pal pyaar ka

aao jee le zara

aaj nazaren mila le

kal ka kisko pata ha

Explore this song