Roman script

paake tujhe paa na sake

nagme wafa ga na sake

ishq ne yun naashaad kiya

ishq ne kyun barbaad kiya

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

tumse bichhad ke kaisa yeh jina

tumse bhi jivan maine hi jina

muhabbat ki baaji aise main haara

chhuna saku main saaya tumhaara

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

paake tujhe paa na sake

nagme wafa ga na sake

dekho kaha pe kismat yeh laayi

dasane laga hai darde judaayi

har pal andhera rehna sake hum

khud ke sitan khud seh na sake hum

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

paake tujhe paa na sake

nagme wafa ga na sake

ishq ne yun naashaad kiya

ishq ne kyun barbaad kiya

(ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge) - (2)

Explore this song