Roman script

ho ho ho ho

aai re mai aali baiskop waali 

khel khatam hotaa hai bachcho bajaao taali

dekho dekho dekho

darpok dulhaa

waada karke jo bhula jaise saawan kaa jhula

kabhi idhar kabhi udhar kabhi niche kabhi upar dhat

logo kaa paise se pyaar dekho

shaadi biyaah kaa byopaar dekho

ye do dilo ko milne naa de

duniyaa ki unchi diwaar dekho

paisaa pheko tamaasha dekho

ho paisaa pheko tamaasha dekho

beti ik garib ki mitti kaa khilonaa 

beti ik garib ki mitti kaa khilonaa 

jag waalo ko chaahiye chaandi aur sona

duniyaa hai mithi kataa dekho

jaalim ye saramayadar dekho

hamase garibo se sarkaar ne

maangaa dahej das hajaar dekho

paisaa pheko tamaasha dekho

ho dekho dekho tamaasha dekho 

ho dekho dekho tamaasha dekho

Explore this song