Roman script

pahro pyar ki baatein karna

us pe zamane se bhi darna

pahro pyar ki baatein karna

us pe zamane se bhi darna

wo tera college ka bahana

aur chhup chhup kar milne aana

hum to bhula na payenge jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

pyar ke dil mein phool khile to

yaadon ki badra chhayi

naina tarse piya milan ko

laye sandesha purwaai

pyar ke dil mein phool khile to

yaadon ki badra chhayi

naina tarse piya milan ko

laye sandesha purwaai

roothe agar to pehro manana

roothe agar to pehro manana

raate hansi har din tha suhana

beete pal tadpayenge jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

apni judaai ke mausam se

milan ruto ke aane tak

pal pal ki sab baate likhna

poora khat bhar jaane tak

apni judaai ke mausam se

milan ruto ke aane tak

pal pal ki sab baate likhna

poora khat bhar jaane tak

aankhon mein aansu na laana

aankhon mein aansu na laana

tum ho mera pehla tarana

tumko bhula na payenge jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

dekhne tujhko meri nigaaghe

kaise bekal hoti thi

ek din tujhse main na miloon toh

tu bhi pehro roti thi

dekhne tujhko meri nigaaghe

kaise bekal hoti thi

ek din tujhse main na miloon toh

tu bhi pehro roti thi

gham na karo aye dilbar jaana

gham na karo aye dilbar jaana

ek wo aayega zamana

yaade phir dohrayege jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

rab se duaa hai itni meri

gham na tujhe chhune na paaye

khushiya tere saath rahe

aankhein nam na hone paye

rab se duaa hai itni meri

gham na tujhe chhune na paaye

khushiya tere saath rahe

aankhein nam na hone paye

akhtar ko tu bhul na jaana

akhtar ko tu bhul na jaana

dilbar hai ye tera deewana

wada tujhi se nibhayenge jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

pahro pyar ki baatein karna

us pe zamane se bhi darna

pahro pyar ki baatein karna

us pe zamane se bhi darna

wo tera college ka bahana

aur chhup chhup kar milne aana

hum to bhula na payenge jaana

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

wo lamhen yaad aayenge

Explore this song