Roman script

pahle milan ki rat aayi kitne dino ke bad aayi

aao na na na na chhodo na na na na ab to lag ja gale

na na na na na

pahle milan ki rat aayi kitne dino ke bad aayi

aao na na na na chhodo na

na na na ab to lag ja gale na na na na na

gajre me kaliya kaliyo me khusbu

khusbu me ek pyas hai

palko me hotho me bechain har saz hai

kitna chupaya hotho pe fir bhi dil ki wo bat aa gayi

pahle milan ki rat aayi kitne dino ke bad aayi

aao na na na na chhodo na

na na na ab to lag ja gale na na na na na

hum bichade jab se jalte rahe tab se

ab kyu rahe duriya

ab dil kyu tarse pyar naya barse

do tan ho ab ek ja

jaldi bhi kya hai sari umar ko 

mai tere sath aa gayi

pahle milan ki rat aayi kitne dino ke bad aayi

ab to lag ja gale

Explore this song