Roman script

maa o maa, maa o maa, maa o maa, maa o maa

pas bulati hai kitna rulati hai

pas bulati hai kitna rulati hai

yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

pas bulati hai kitna rulati hai

pas bulati hai kitna rulati hai

yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

jinke sar pe mamta ki duaye hai

kismat wale wo hai jinki maye hai

jinke sar pe mamta ki duaye hai

kismat wale wo hai jinki maye hai

jism to hota hai par ja nahi hoti

unse pucho jinki maa nahi hoti

lori sunati hai chupke sulati hai

lori sunati hai chupke sulati hai

yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

aaja sine se tujhko laga lu mai

chir ke dil ko dhadkan me chupa lu mai

aaja sine se tujhko laga lu mai

chir ke dil ko dhadkan me chupa lu mai

sawan ban ban ke meri aankhe barsi hai

tere liye kitna ye pal pal tarsi hai

kitna satati hai jan ye jati hai

kitna satati hai jan ye jati hai

yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

lyrics typed by : pournima gujar

Explore this song