Roman script

paaon mein payal sa sapna 

mera sapna pyara sapna 

meetha sapna jo kal aankho me tha 

aaj baho mein hai 

mera sapna pyara sapna 

meetha sapna sundar sapna 

chalka jo karta tha pyar baichen 

firti thi kis pe lutaau 

ek raja rani ki 

chahat aanokhi thi 

kisko kahani sunaau 

hatho mein chandan sa 

aankho mein kajal sa 

hotho mein geeto sa 

paaon mein payal sa 

sapna mera sapna 

pyara sapna sundar sapna 

chalka jo karta tha pyar baichen 

firti thi kis pe lutaau 

ek raja rani ki 

chahat aanokhi thi 

kisko kahani sunaau 

ek sukh ko tarasti thi 

anchal pe kore laga de 

koi daag apna 

mera sapna pyara sapna 

meetha sapna jo kal 

aankho mein tha aaj baaho mein hai 

mera sapna pyara sapna 

meetha sapna sundar sapna

Explore this song