Roman script

paake tujhe paa na sake

nagme wafaa, ga na sake

ishq ne yun naashaad kiya

ishq ne kyun barbaad kiya

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

tumse bichhad ke kaisa yeh jina

tumse bhi jivan maine hi jina

mohabbat ki baaji aise main haara

chhu na saku main saaya tumhaara

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

paake tujhe paa na sake

nagme wafaa, ga na sake

dekho kaha pe kismat yeh laayi

dasane laga hai darde judaayi

har pal andhera rehna sake hum

khud ke sitam khud se na sake hum

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

paake tujhe paa na sake

nagme wafaa, ga na sake

ishq ne yun naashaad kiya

ishq ne kyun barbaad kiya

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

ho ho o o pal yaad aayenge

jo bita kal bhul nahi paayenge

Explore this song