Roman script
meene ki mala are husn pyala meene ki mala ve ranjhna husn pyala oye ranjhna kitna sambhala oye ranjhna meene ki mala ve ranjhna husn pyala oye ranjhna kitna sambhala oye ranjhna shishe ke badan ko hay shishe ke badan ko maine teri prit me hai rang dala rang dala ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna meene ki mala ve ranjhna husn pyala oye ranjhna kitna sambhala oye ranjhna chadhti jawani dekh khili kaisi sajan beiman ho gaya mera yeh daman honton ko yeh kaisa rang tujhse mila hai jab se mujhe tera sang mila hai anguri aankhe jo tujhse lad gai ye dhak dhak dil ki tab se bad gayi pairon ka bichhwa oye ranjhna pairon ka bichhwa oye ranjhna kamar ki kardhan oye ranjhna salma sitare oye ranjhna jab se lipat gaya tu mere mann se mehek uthi hai kaisi mere badan se yeh hi sama hai ji le tu pal ko koi kya jane kya ho kal ko yeh pagal zulfe jo ud ud jaye samaj le sajan raha na jaye yeh pagal julfe jo ud ud jaye samaj le sajan raha na jaye mathe ka jhumar oye ranjhna mathe ka jhumar oye ranjhna laung ka hira oye ranjhna kala til oye ranjhna meene ki mala ve ranjhna husn pyala oye ranjhna kitna sambhala oye ranjhna shishe ke badan ko hay shishe ke badan ko maine teri prit me hai rang dala rang dala ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna ranjhna ve ranjhna
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Maa Tujhe Salaam (2002)
- Composer: Sajid Wajid
- Lyricist: Tejpal Kaur
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Tabu
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Tinu Verma
- Actor: Sudesh Berry
- Actor: Rajat Bedi
- Actor: Malaika Arora
- Actor: Om Puri
- Actor: Monal
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Vivek Shauq
- Actor: Deep Dhillon
- Actor: Brij Gopal
- Actor: Ali Khan
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Jeetu Verma
- Actor: Prithvi
- Actor: Anang Desai
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Inder Kumar
- Actor: Sheila Sharma
Song video
actor: Tabu, Sudesh Berry