Roman script

Aankhon ne jo sapna dekha

Chal dil usey poora karein

Sapne mein jo rang dekhe

Aaja haqiqat mein wo rang bharein

Tinka tinka bunte hain chal

Khwaabon ka ghoshla..

Orrey mon boli shon

Kicchukhon thak na tuyi

Orrey mon aaj ekhon

Okarone ektu chuyi (x2)

Ho samaa jahaan apna pyar ka

Chain kahan halka phulka

Ho jahaan al saath yeh lamhon hoga

Apno ka chalka chalka

Gaati ho jahaan zindagi

Bas itni si dhun… o..

Orey mon boli shon

Kicchukhon thak na tuyi

Orey mon aaj ekhon

Okarone ektu chuyi (x2)

Ek zara bisri si yaadon ka

Karvaan behka behka

Ek zara aivaye si baaton ka

Swaad ho mehka mehka

Milti ho jahaan roshni

Parchhayi pehan…

Orrey mon boli shon

Kichhukhon thak na tuyi

Orrey mon aaj ekhon

Okarone ektu chuyi (x5)

Explore this song