Roman script

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho 

naiyya meri chali sabse aage badh ke 

hayi ho 

san san san bahati hawa 

roko naa rasta mera 

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho hayi ho 

uthal puthal kare nadiya ka jal 

sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal 

kabhi ghatata kabhi badhata re paani

paani re paani 

kabhi ghatata kabhi badhata paani 

nadiya karti apni manmaani 

paani re paani 

nadiya karti rahe manmaani 

ye paani chanchal bada maajhi ko parkhe sada 

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho 

naiyya meri chali sabse aage badh ke 

hayi ho 

san san san bahati hawa 

roko naa rasta mera 

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho hayi ho 

uthal puthal kare nadiya ka jal 

sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal 

o ho ho hum matwaare maajhi 

maajhi re maajhi hum matwaare maajhi ho maajhi

roj lagaaye tufaano ki baaji maajhi re maajhi

roj lagaaye tufaano ki baaji

jeet gaya saathi hai jiska

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho 

naiyya meri chali sabse aage badh ke 

hayi ho 

san san san bahati hawa 

roko naa rasta mera 

unchi nichi lahro ke kaandhe pe chadh ke 

hayi ho hayi ho 

uthal puthal kare nadiya ka jal 

sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal 

uthal puthal kare nadiya ka jal 

sambhal sambhal sambhal maajhi sambhal

Explore this song