Roman script

unche unche mehlo wale ban baithe bagwan

kabhi na socha kbhi na samjha hum bhi hai insaan 

hum bhi hai insaan 

bhai bhai hai hum fir bhi kar nahi sakte pyar

hum dono ke bich khadi hai daulat ki diwar

aa nirdhan ko gale laga le has kar o dhanwan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan 

unche unche mehlo wale ban baithe bagwan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan 

ek hi sager ek hi nayia ek hi khevan hara

hum bhi musafir tum bhi musafir 

sab ka ek kinara ho o sab ka ek kinara

do tinke ek sath me ye nafrat ka tufan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan 

unche unche mehlo wale ban baithe bagwan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan 

ek kutiya kuch tute bartan ye jagir hamari

unche mehlo walo is par bhi hai nazar tumahri

ye jagir na tumko denge de denge hum jaan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan 

unche unche mehlo wale ban baithe bagwan

kabhi na socha kbhi na samjha 

hum bhi hai insaan hum bhi hai insaan

Explore this song