Roman script

bhavsagar par laga hai mela bhai santan ki bheed

dharam karam bharam ki lila raja rank fakir 

kon utare par ke tu hi nav kinara pani 

unch nich bich kaisi adbhut bhari kahani

tan man bol bachan ne tere sara jal bichhaya

dekho to jag kaya chhaya socho to sab maya

kumb me jal hai jal me kumb hai

bahar bhitar pani unch nich bich kaisi 

adbhut bhari kahani unch nich bich kaisi 

adbhut bhari kahani

ramta jogi bahta pani kal samay ki lehar

ek ki bhor duje ki sanjh hai tije ki dopehar

rut rut badle rup budapa bachpan aur jawani 

unch nich bich kaisi adbhut bhari kahani

unch nich bich kaisi adbhut bhari kahani

Explore this song