Roman script

tera ek khyaal, hai sahibe kamal

hai husn jahan se bhi hasin o bemisaal

tera hi to hai aaks char su

tera hi to rang hai aisa hi bejamaal

teri hi tadap hai mujhe

chain hi kahan hai mujhe

aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai

inki talaash hai, only you

aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai

inki talaash hai, only you

na chahta hu main ye jahan,

na chahta hu main jannat vahan

haan chahta hun main only you

haan chahta hun main only you

aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai

inki talaash hai, only you

mere wajud ki tu hi vajah

mere sujud ki bhi tu hi vajah

mere wajud ki tu hi vajah

mere sujud ki bhi tu hi vajah

kehta hai jab tu, main hu tera

parda hai fir kyun darmiyaan,

jiske didar ko tarsu wo hai

only you

aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai

inki talaash hai, only you

aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai

inki talaash hai, only you

only you

Explore this song