Roman script

krishna krishna krishna krishna 

darshan de ke aaj mita do 

pyase man ki trisna 

krishna krishna krishna krishna 

jane kisne janam diya 

jane kisne pala 

jane kisne janam diya 

jane kisne pala 

sau mataao ka ek baalak 

saare jag se nirala 

jane kisne janam diya 

jane kisne pala 

jane kisne janam diya 

jane kisne pala 

nain nahi jo jaan sake wo 

dil ne jaan liya 

khun mein khun ko bin pahchane 

hi pahchan liya 

kaise khel khilata hai 

khel khilane wala

krishna krishna

Explore this song