Roman script

om jai jai jai mahadev

swetambar pitambar 

kati me bagambhar saje

kati me bagambhar saje

gal mala rundan ki

gal mala rundan ki

kar damru baje

om jai jai jai mahadev

shish jata bahe ganga

ujjwal chandra nan sohe

ujjwal chandra nan sohe

swami smadhi lagaye

swami smadhi lagaye

tirbhwan man mohe

om jai jai jai mahadev

neelkanth bahma tan hit tumne

vish ka pan kiya

tumne vish ka pan kiya

asuro ka sanhar ke

asuro ka sanhar ke

jag ka tran kiya

om jai jai jai mahadev

rup alokik ardhnan ishwar

tum ho tripurari

trilochan tum ho tripurari

shiv shankar parlayankar

shiv shankar parlayankar

tandav vythi dhari

om jai jai jai mahadev

om jai jai jai mahadev

om jai jai jai mahadev

Explore this song