Roman script

oh yaar hai kaha yaar hai makka

yaar hain takhat hazara yaar hain alla

yaar hai molla,yaar hai alam sara

je kar yaar di bukal de vich 

jind nikal jaye meri

yaar surag nu hateya hai

sun dilbar dil yaara 

kisi ki yaad raato ko sone na de

to nid ki goli le or so jaye

kisi ki shakal aankho ke sahmane

ghumati rahe to koi kya kare

aankhon ko band kar le

tumhare sath esa kush nhi hota kya nhi hota

tum mujh se milane kyo aaye

dil karta hai isliye 

dil kyo karta hai

yehi to samjh nhi hai

tum se door rehta hun 

to pass aane ko man karta hai

to manna kis ne kiya hai

Explore this song