Roman script

oh ram phir nayi suruat

nayi adachan hai

hey ram jane kahan laya

ab jeevan hai, ho ram

veerata aur sahas se

dushmano ko jeeta ram

shiv dhanush uasane toda

aur seeta moh laya ram

raja bankar phir bhi

usane singhasan chhod a

ek kapati maharani ki

chal mein sapano ko toda

oh ram

pita ke saman karan

tyag diye apane adhikar

ram aur seeta ne van vas liya

huwi aadarsho ki haar

kapat se har le gaya

seeta ko ravan krur

raha gaya tadapata ram

sang apne sare sapane chur

sab adachano ko par

lanka pahuncha ram

sacha premi tha wo

mariyada purshotam ram

samay ne phir karavat li

chhina khushiyon ko

ek ajeeb se sak ne

van vas diya phir seeta ko

upay diye the gulamo ne

ram ko the bebasi mein

in sujawo ka jawab

ram ko na pata kaise de

they ram

pareshan ho ke phir

vivah karana ho

oh ram parwah

ek nahi.

Explore this song