Roman script

dharti upar dariya dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda chanda ke upar taare 

taaro me taara dhruv taara devo me tu dev humaara

sabse uper tu hi humesha 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha

sabse pyaari sabse nyaari 

tere bas me hai ye duniya saari 

sabse pyaari sabse nyaari 

tere bas me hai ye duniya saari 

apni friendship kitani pakki 

kitani sachhi kitani achchhi 

apni friendship kitani pakki 

kitani sachhi kitani achchhi 

isko sada nibhaana 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha  

magic master naam hai tera 

khushiya dena kaam hai tera 

magic master naam hai tera 

khushiya dena kaam hai tera 

tu bhi bachha hum bhi bachhe 

sang saath hum khelte hanste 

tu bhi bachha hum bhi bachhe 

sang saath hum khelte hanste 

hanste khelte hai ye kahna

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha  

dharti upar dariya dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda chanda ke upar taare 

dharti upar dariya dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda chanda ke upar taare 

taaro me taara dhruv taara devo me tu dev humaara

taaro me taara dhruv taara devo me tu dev humaara  

sabse uper tu hi humesha 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha 

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha

oh my friend ganesha tu rahana saath humesha

Explore this song