Roman script

soch me hun jara ye kya ho gaya

lag raha hai mujhe sab naya naya 

o janiya hal ye kaisa hai 

ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya 

chhid gaya aap hi tu wo saaj hai 

khul gaya aap hi tu wo raaj hai 

o jaaniya hal ye kaisa hai 

ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya  

jaise hontho par halki si aai hansi lekin 

aankhe ye gili ho tu hai wo aansu jaaniya 

o o wase nadan hun hairan hun thoda pareshan hun 

samjhau kaya khud ko hans du ya ro du jaaniya 

jagi in khawaisho ko kaise main sulaun jaaniya 

han han jo bhi ho raha hai kaise main chhupau 

o jaaniya hal ye kaisa hai 

ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya  

o jaaniya hal ye kaisa hai 

ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya

Explore this song