Roman script

odhli chunariya tere naam ki

tere pyar me dub gaye hai 

ham khud ko hi bhul gaye hai o mere diladar

odhli chunariya tere naam ki

odhli chunariya tere naam ki

chahe duniya jo bhi soche hamako karna kya

pyar kiya to darna kya 

jab pyar kiya to darna kya 

odhli chunariya tune mere naam ki

odhli chunariya tune mere naam ki

chahe duniya jo bhi soche hamako karna kya

jab pyar kiya to darna kya

o jab pyar kiya to darna kya  

odhli chunariya tere naam ki

tanha tanha tha ye dil khoya khoya tha ye dil

bechaini ka aalam tha suna man ka aagan tha

jab se tum ho mile mit gaye sab gile

jab se tum ho mile mit gaye sab gile

maine bhi ye tay kiya hai 

aayegi teri doli mere hi angna

odhli chunariya tune mere naam ki

chahe duniya jo bhi soche hamako karna kya

jab pyar kiya to darna kya 

o jab pyar kiya to darna kya 

odhli chunariya tere naam ki 

tauba tauba ye aankhe kahti hai sau sau bate

jane kaisa jadu hai mera dil bekabu hai

rab se jab manga bas tujhe maga

rab se jab manga bas tujhe maga

pyar ki duniya chamaka de tu 

mujhako kangana pahana de tu

kar de shagun sajana

odhli chunariya tere naam ki

chaahe duniya jo bhi soche hamako karna kya

pyar kiya to darna kya 

o jab pyar kiya to darna kya

odhli chunariya tere naam ki

Explore this song