Roman script

o zalima chala kaha

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

hay re ye husn ye khumar ye jawani 

dil hai khun khun aur jigar hai pani pani 

hay re ye husn ye khumar ye jawani 

dil hai khun khun aur jigar hai pani pani 

karke khun pani are kya milega jaani

aa palat ke aa yahi hai pyaar ka sama

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

naaz ka ada ka yu na maar yaar fanda 

is tarah na chal ke chaal bhul jaye banda

naaz ka ada ka yu na maar yaar fanda 

is tarah na chal ke chaal bhul jaye banda

haye haye haye are dil khuchal na jaye

dekh sambhal ke nikli nilki meri jaan 

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

kya karu bujurg baat kah gaye hai aisi

dil laga gadhi se to pari ki baat kaisi

kya karu bujurg baat kah gaye hai aisi

dil laga gadhi se to pari ki baat kaisi

koi tujhko parkhe are is meri nazar se 

tu mujhe pasand hai to jalta hai jaahan

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan 

o zalima chala kaha berukhi ka 

waqt ye nahi hai meri jaan

Explore this song