Roman script

humko tumse

sirf sirf itna kehna hai

dekhe duniya

tumse pyar aise karna hai

banke chahat

ek dusre mein behna hai

yaara yaari

jaise sath jeena marna hai

ikrar karna mushkil hai

inkar karna mushkil hai

mehboob se mohabbat ka

izhaar karna mushkil hai

oh kitna mushkil hai dekho

iss duniya mein dil lagana

o yaara dil lagana

o yaara dil lagana

kitna mushkil hai dekho

iss duniya mein dil lagana

o yaara dil lagana

o yaara

dekha yeh dekha hai aksar

aashiqui toh karti hai paagal

saanson mein saans banke yeh

kar deti hai dil ko ghayal

neende veende yaara chain vain

aur jaan vaan leti hai uljhan

bankar dil dost ishq ka

bann jata hai khud ka dushman

koyi kehta ishq hai aafat

koyi kehta ishq hai jannat

koyi kahe nasha yeh bura hai

koyi kahe achi aadat

aitbaar karna mushkil hai

jaan nisaar karna mushkil hai

mehboob se mohabbat ka

izhaar karna mushkil hai ho

kitna mushkil hai dekho

iss duniya mein dil lagana

o yaara dil lagana

o yaara

kitna mushkil hai dekho

o yaara dil lagana

o yaara

kitna mushkil hai dekho

o yaara dil lagana

o yaara.

Explore this song