Roman script

o taaraa ko chaand banaane waale
is chaand ko kaun sanbhaale
baadal aaege ban-ban kar matawaale
bhole paradesi baar baar tu aanaa
teri hasi_o me meraa chhupaa zamaanaa
tu dil ko apane dil ke paas bulaa le
din me khushiyaan raato me masti aai
ek na_i chhabi banati hai har agadaai
zulfo ki chhaanv me apane nain ghulaa le

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Jairaj, Ragini