Roman script

o soniye maar sutiya

kitna pyara vada 

kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa

is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal

o sathiya o beliya

ho ujala ya andhera kahi na chhute haath tera

koi mera na tere bin piya nibhana saath mera

are kora-kora gora-gora ye ang tora haay 

pagal mohe bana diya

kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa

is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal

barso maine man jalaya mili palko ki tab ye chhaya

kaante mere tan me tute gale se tune jab lagaya

o saiya pyare chalta jaa re baiya daare haay 

garva tohe laga liya

kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa

is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal

roz utha ke ye nayanva chhua karungi tora manva

jaise pahli baar chaha sada chahungi mai sajanva

haay tere naina mere naina phir kya kahna haay 

kya-kya na maine paa liya

kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa

is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal

o sathiya o beliya

kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa

is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal

o sathiya o beliya, o sathiya o beliya

Explore this song