Roman script

o shola badan, o shola badan

o jane chaman, o jane chaman

chilman se nikal ke samne aai allah duhai

arey lut gaya miya juman

ho lut gaya miya juman

nautanki wala bhola bhala, haye

o shola badan, o shola badan

o jane chaman, o jane chaman

chilman se nikal ke samne aai allah duhai

arey lut gaya miya juman

nautanki wala bhola bhala, haye

haye haye haye haye 

o shola badan, o shola badan

o jane chaman, o jane chaman

ab mehfil rang pe aai hai

dekho bijli si lahrai hai

jhumki bai ke jhumko se

matwali chaal ke thumko se

jhumki bai ke jhumko se

matwali chaal ke thumko se

har dil ko jhatke lagte hai 

sab hawa me latke lagte hai

sahib ne bhi inam diya, inam diya

phir milne ka paigam diya, paigam diya

hum dil apna de jayenge

de jayenge, de jayenge

dilbar ko hum le jayenge

le jayenge, le jayenge

dekho to udhar, dekho to udhar

wo shokh nazar, wo shokh nazar

rang rup badal ke badal ke

samne aai allah duhai 

arey lut gaya miya juman

o lut gaya miya juman

nautanki wala haye haye haye

o shola badan o jane chaman

jab kala jadu chalta hai 

har gore ka dil jalta hai

kah do ye baat rakibo se 

milta hai pyar nasibo se

milta hai pyar nasibo se

ye waqt nahi hai darne ka 

ye waqt hai bas kuch karne ka

rakh lo rakh lo 

rakh lo ab jaan hatheli par 

sabki ki hai aankh akeli par

rakh lo ab jaan hatheli par 

sabki ki hai aankh akeli par

dekh ek hazaro diwane 

diwane bhai diwane

ye baat kisi ki na mane 

na mane bhai na mane

dekho to zara, dekho to zara

ye janewafa, ye janewafa

kis naaz se chal ke, ho chal ke 

samne aai allah duhai 

arey lut gaya miya juman

nautanki wala bhola bhala haye

o shola badan, o shola badan

o jane chaman, o jane chaman

o shola badan, o shola badan

o jane chaman, o jane chaman

Explore this song