Roman script

main teri aankho ka saahil

main tere dil ke hi kabil

tu musafir main teri manzil

ishq ka dariya hai behta

doob ja tujhse hai kehta

aa meri baahon mein aake mil

oo sharabi kya shabi?

dil mein jiske gum na ho

lutt gaya samjho sharabi

paas jiske hum na ho

(saki-saki-sa..)

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

tere jaisi mashooka

mujhe yaar chahiye

na paisa chahiye,

naahi karaar chahiye

ho, tere jaisi mashooka

mujhe yaar chahiye

na paisa chahiye,

naahi karaar chahiye

ye husan ka hai kumaar mera,

tujhpe hai chaaya jo

kurban hua jo mujhpe

khusnaseeb bada hai wo

oo sharabi kya shabi?

dil mein jiske gum na ho

lutt gaya samjho sharabi

paas jiske hum na ho

(saki-saki-sa..)

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

o saki saki re saki saki

aa paas aa reh na jaaye koi khawahish baaki

Explore this song