Roman script

o sajini sawan ki kali ghatayen 
dil ko tadpayein toh kya karu
o sajini sawan ki kali ghatayen 
dil ko tadpayein toh kya karu
o ratiya o ratiya tere bin din nahi bhaye
teri yaad toh kya karu o ratiya
kale badal ye gir gir k aane lage hai
geet rimghim rimghim sunanae lage hai 
kale badal ye gir gir k aane lage hai
geet rimghim rimghim sunanae lage hai 
inki duniya mein halchal macahene lage hai 
tadpane lage hai kya karu haaye mein kya karu
o sajini sawan ki kali ghatayen 
dil ko tadpayein toh kya karu
o ratiya o ratiya tere bin din nahi bhaye
teri yaad toh kya karu o ratiya 
har gadi ab teri yaad aane lagi hai 
bigane ki ye peeda badane lagi hai
har gadi ab teri yaad aane lagi hai 
bigane ki ye peeda badane lagi hai
holle holle ye humko satane lagi hai 
tadpane lagi hai koi bulao mein kya karu

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shamshad Begum, Khan Mastana