Roman script

o raveena raveena raveena
tu kabhi na bhulana haseena
dil ye tute na 
ye sath chhute na
dhadkan tumhi ho 
tumhi jaan ho
o raveena raveena raveena
tu kabhi na bhulana haseena
dil ye tute na 
ye sath chhute na
dhadkan tumhi ho 
tumhi jaan ho
o raveena raveena raveena
aaya tha karar meri 
suni suni jindagi me
tere pyar se
ho gaya hai pyar mujhe
tum ho mere jane jana
mujhko bha gaye
najrana aye dil tumko 
thukra na dena isko
rahte ho man mandir me
bhulu na ek pal bhi tumko
basnt bhi tu bahar bhi tu
mujhe har dam rakhna 
apne dil me jane jaha
o raveena raveena raveena
o raveena raveena raveena
tu kabhi na bhulana haseena
mitha mitha dard jaga mere 
piya tere bina ji na sakungi
aag mere dil me bhi hai
tu kya jane tere bina
ji na sakunga
chalte rahenge sathi 
yuhi sada hum milke
khilthe rahenge
har dam ye gulshan dil ke
gale se ab tu mujhe laga le
teri khusboo se ye 
madhuban mehka hai sajni
o raveena raveena raveena
o raveena raveena raveena
tu kabhi na bhulana haseena
pyar tute na 
ye sath chhute na
tumhi hi sanam ho
tumhi jaan ho

Song details

singer: Chithra K S, S P Balasubramaniam