Roman script

o prabhu ji, prabhu ji, prabhu ji

sab dukhi jan ki o mere prabhu ji

naiya laga do paar

naiya laga do paar

bhabhi namaskar, bhaiya namaskar

bhabhi namaskar, bhaiya namaskar

aunty namaskar, uncle namaskar

sab dukhi jan ki o mere prabhu ji

naiya laga do paar

naiya laga do paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

ishwar vinti yahi humari

khili rahe apni phulwari

ishwar vinti yahi humari

khili rahe apni phulwari

duniya me sab hum jaise ho

duniya me sab hum jaise ho

sukhi rahe sansaar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

bhabhi me hai maa ki surat

bhaiya hai mamta ki murat

maat pita se hai jeth jethani

maat pita se hai jeth jethani

aisa mila hume pyar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

sar pe rahe bas tera saya

swarag jahan me humne paya

sar pe rahe bas tera saya

swarag jahan me humne paya

puja tum ho prathna tum ho

puja tum ho prathna tum ho

tum ho palan haar

tum ho palan haar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

sab dukhi jan ki o mere prabhu ji

naiya laga do paar

naiya laga do paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

leela apram paar teri leela apram paar

Explore this song