Roman script

dharti upar dariya, dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare

taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara

sabse upar tu hi hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

sabse pyaari, sabse nyaari, tere bass mein hai yeh duniya saari

apani friendship kitani pakki, kitani sachchi kitani achchhi

isako sada nibhaana

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

magic master naam hai tera, khushiya dena kaam hai tera

tu bhi bachcha hum bhi bachche, sang saath hum khelte hasate

hasate khelte hai yeh kehna

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

dharti upar dariya, dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare

dharti upar dariya, dariya ke upar ambar

ambar ke upar chanda, chanda ke upar taare

taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara

taaro mein taara dhruv taara, devo mein tu dev hamaara

sabse upar tu hi hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha

o my friend ganesha, tu rehna saath hamesha.

Explore this song