Roman script

o mujhe teri chahat ke gam ki kasam

jamane ki har ek kasam ki kasam

mai tere liye hu tu mere liye

sitamgar tere har sitam ki kasam

dil me aag lagaye sawan ka mahina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

dil me aag lagaye sawan ka mahina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

tune mujhe jo jakhm diye un jakhmo ko nahi sina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

dil me aag lagaye sawan ka mahina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

ho is dil se arman ye nikale ek hi ghut me jaan ye nikale

ho is dil se arman ye nikale ek hi ghut me jaaan ye nikale

zeher judayiwala ghunt ghunt nahi pina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

tune mujhe jo jakhm diye un jakhmo ko nahi sina

nahi jina nahi jina o tere bin nahi jina

ye teri yado ka mosam pyar bhare wadon ka mausam

ye teri yado ka mosam pyar bhare wadon ka mausam

iss mosam ke bichde shayad mile kabhi na

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

tune mujhe jo jakhm diye un jakhmo ko nahi sina

nahi jina nahi jina o tere bin nahi jina

ho ishq ibadat ishq hai puja ishq khuda ka naam hai duja

ho ishq ibadat ishq hai puja ishq khuda ka naam hai duja

ye dil mathura kashi kaba aur madina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

dil me aag lagaye sawan ka mahina

nahi jina nahi jina tere bin nahi jina

nahi jina nahi jina o tere bin nahi jina

Explore this song