Roman script

hairan hai hum hue kyu tum gairo se

kaisa hai gum bolo na tum hotho se

hairan hai hum hue kyu tum gairo se

kaisa hai gum bolo na tum hotho se

na tum ho bewafa na mai bhi hu

fir bhi hai hum juda main kya kahu

na jane waqt ki marzi hai kya kyu hai mili ye duriya

o meri ja, o meri ja, o meri ja, o meri ja

tere bin jo din aaya kate na wo kat paya

kami teri khal si jati hai, tere bin jo sham aayi

badi dil ki tanhai meri aankhe bhar si jati hai

kuch tum mujhse khafa, kuch main bhi hu

hai kya iski wajah main kya kahu

na jane waqt ki marzi hai kya kyu hai mili ye duriya

o meri ja, o meri ja, o meri ja, o meri ja

tujhe dil se tha chaha tuhi to na mil paya

khushi mujhko chal si jati hai, mera tu tha sharmaya

tujhe pake na paya yahi bate chubh si jati hai

tanha teri tarah ha main bhi hu dono hai gumjada main kya kahu

na jane waqt ki marzi hai kya kyun hai mili ye duriya

o meri ja, o meri ja, o meri ja, o meri ja

Explore this song