Roman script

o mere bairagi bhanwra mujhe tadpao na

kali ke chhote se dil ko thes lagao na

o mere bairagi bhanwra mujhe tadpao na

kali ke chhote se dil ko thes lagao na

aao na

o o o

aayi purab se hawa, mausam rang bhara, chamki bijuriya

aayi purab se hawa, mausam rang bhara, chamki bijuriya

main hun sawan ki ghata, pyaar ke parbat tum sanwariya

main baras jaun

main baras jaun tum apni pyas bujhao naa

o mere bairagi bhanwra mujhe tadpao naa

tumhre pyaar bina rup mera badnam rahega

tumhre pyaar bina rup mera badnam rahega

kitne roz bhala aur kali mera naam rahega

phul ban jaaun main

phul ban jaaun main khil ke gale se lagao na

o mere bairaagi bhanwra mujhe tadpao na

aao naa

o o

sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saya

sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saya

aisa karna tha to shabnam ko kyun shola banaya

aag lagayi

aag lagayi hai to phir ye aag bujhao na

o mere bairagi bhanwra mujhe tadpao na

kali ke chhote se dil ko thes lagao na

aao naa

Explore this song