Roman script

o megha re bole ghanan-ghanan

pavan chale sanan-sanan

paayal baaje jhanan-jhanan

jiyra mora dole, aaja piyaa more

megha re bole bole re bole megha bole re

megha re bole bole re bole 

pavan chale sanan-sanan

paayal baaje jhanan-jhanan

jiyra mora dole, aaja piyaa more

re bole bole re bole megha bole re

sajniya ghar aa, piya ghar aa

sajniya ghar aa, piya ghar aa

matvaali ghata kaali lahra ke aayi

matvaali ghata kaali lahra ke aayi

ghumad-ghumad ghum-ghum ghumad-ghumad

ghumad-ghumad ghumad-ghumad bole ghunghru

megha re bole bole re bole megha bole re

bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale

surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le

bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale

surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah waah waah waah 

jaise bhale ho sabki khabar tero sharart ki ye najar

aankho me aankhe daal ke hum ho ab to jaane jigar

ha yahi to thi abhi aap kidhar gaye

samjho hame hum jaa se guzar gaye

jite ji mar gaye waah hai ji waah

marna meri zindagi hai, jina na ho pyar ka 

tum bhi ek din aazma ke dekho to zara

bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale

surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah waah waah waah 

rok bhi lo ab apni zuban verna qayamat hogi yaha

hum bhi qayamat se nahi kam jaaoge bach ke dur kaha

ha humko bade bade dhundh ke haare

dhundh ke laayenge dil ke sahaare

haath me dil hai waah hai ji waah

khul jaayega haal tumpe dile bekarar ka

naino se naina mila ke dekho to zara

bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale

surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah 

meri jaan, waah waah waah waah waah waah

Explore this song