Roman script

o mast nazar tu chahe agar

o mast nazar tu chahe agar

duniya bhar ko

duniya bhar ko bismil kar de 

duniya bhar ko bismil kar de 

ho duniya bhar ko bismil kar de 

majnu kar de, farhaad kar de 

ghayal kar de, pagal kar de 

ghayal kar de, pagal kar de 

ho ghayal kar de, pagal kar de 

ho ho mast nazar

jab yaad ka tufa aata hai 

dil kalaabajiya khata hai

ro ro kar aahe bhar bhar kar 

tera aashiq chillata hai, chillata hai 

o aaja aaja aaja mere dilbar 

aasan meri mushkil kar de 

aasan meri mushkil kar de 

aasan meri mushkil kar de 

ho ho mast nazar

ab rok le apne tir-e-nazar

ab rok le apne tir-e-nazar

har taraf hai zakhmi dil aur jigar

dilli madras kalkatta bambai

chhut gaya hai lahor 

haaye waqt bura duniya na kahi

badnam tujhe kaatil kar de 

badnam tujhe kaatil kar de 

badnam tujhe kaatil kar de 

ho ho mast nazar

Explore this song