Roman script

o khelne wale o zindagi se khelne wale

o zindagi se khelne wale

dil pe kisi ka jor nahi hai, jor nahi

meri khushi to aur kahi hai, aur kahi

o khelne wale

auro ki khushi se khelne wale

auro ki khushi se khelne wale

khush hu ke is ulfat me barbad hu mai

jise bhulana mushkil hai wo yaad hu mai

khush hu ke is ulfat me barbad hu mai

jise bhulana mushkil hai wo yaad hu mai

o khelne wale

o bekashi se khelne wale

o bekashi se khelne wale

gham pe kisi ke has dena ye shan nahi

bebas ki aaho se bada tufan nahi

gham pe kisi ke has dena ye shan nahi

bebas ki aaho se bada tufan nahi

o khelne wale

ashko ki ladi se khelne wale

ashko ki ladi se khelne wale

Explore this song