Roman script

o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana

hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana

karib aao tumhari tanhaiya chura lu

dhadkte dil se tumhari betabiya chura lu

tumhari aankho me saat rango ke khwaab rakh du

tumhare hotho pe chaahato ke gulab rakh du

o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana 

hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana

bana lo apna ke dur tum se na reh sakenge

abb ek pal bhi gum-e-judai na sah sakenge

nigahe pyasi hai muddato ki khumar de do

gale laga ke hume woh pehla sa pyar de do

o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana 

hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana

o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana

hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song