Roman script

o ghar ko chudane wale bata 

o ghar ko chudane wale bata 

teri duniya me kya kya 

kya kya hai 

o ghar ko chudane wale bata 

kya waha sawera aata hai 

kya rat suhani hoti hai 

kya waha sawera aata hai 

kya rat suhani hoti hai 

kya mithe mithe sapno me 

mad bhari jawani han jawani 

mad bhari jawani hoti hai 

o ghar ko chudane wale bata 

kya waha bhi tare hote hai 

chanda se chanda se 

chanda se bate hoti hai 

kya dulha dulhan lata hai 

kya dulha dulhan lata hai 

kya pyar ki rate hoti hai 

o ghar ko chudane wale bata 

kya waha kuye hote hai hote hai 

aur panihari bhi aati hai aati hai 

kya waha kuye hote hai hote hai 

aur panihari bhi aati hai aati hai 

kya pani bhar kar gagar me 

kya pani bhar kar gagar me 

wo angadai ban jati hai 

o ghar ko chudane wale bata

Explore this song