Roman script

o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan

o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan

tum hi nahi ho is duniya me 

ham bhi toh insan ham bhi hai insan

o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan

o ghar ghar ke diye bujhakar bane huye dhanwan

tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan

ham bhi hai insan

yaha tumhara rang mahal hai rang mahal me chahal pahal hai

yaha tumhara rang mahal hai rang mahal me chahal pahal hai

aur hamare liye kya ye jamin asman

aur hamare liye kya ye jamin asman

tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan

ham bhi hai insan

khet hamara fasal tumhari aisa kyu hoga

khet hamara fasal tumhari aisa kyu hoga

jisne mehnat ki na uska paisa kyu hoga

jisne mehnat ki na uska paisa kyu hoga

dil hai tumhara aur na hoti kya garib ki jaan

dil hai tumhara aur na hoti kya garib ki jaan

tum hi nahi ho is duniya me ham bhi toh insan

ham bhi hai insan

hamko bhi to bhukh satati hai 

hamko bhi to pyas jalati hai

hamko bhi to bhukh satati hai 

hamko bhi to pyas jalati hai

aur dud ke liye hamari roti hai santan

aur dud ke liye hamari roti hai santan

tum hi nahi ho is duniya me 

ham bhi toh insan ham bhi hai insan

o ghar ghar ke diye bujhakar  

bane huye dhanwan tum hi nahi ho is duniya me 

ham bhi toh insan ham bhi hai insan

Explore this song