Roman script

shadi karwalo 

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi kawalo

hoga kaisa wapas paisa gurranti likhwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

shadi karwalo 

maine banaya jinka joda mar gaye picha na choda

maine banaya jisko dulha naam mera na bhula

hukam ka akka kaam hai pakka tuta dil judwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

shadi karwalo 

chahe ho bombay chahe puna saiya bina jivan suna

saiya bina ghar suna saiya bina ghar suna

chahe ho bombay chahe puna saiya bina ghar suna

chahe ho bombay chahe puna saiya bina jivan suna

moka sunhari kho na jaye seat khaali buk na ho jaye 

karke sagai ek lugayi ka parmnit banva lo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

shadi karwalo 

aadhe sharabi aadhe kadke aaj kal ke aksar ladke

yuhi kisi ko na chun lena list meri bhi sun lena

mai bhi kunwara kar ke ishara apne pas bula lo

ke ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

hoga wapas paisa humse gurranti likhwalo

ho dil walo matwalo hum se shadi karwalo

shadi karwalo

Explore this song