Roman script

o devatao 

o devtao hosh mein aao aaj se 

tumhara vakt ja raha hai 

dharti valo ka jamana aa raha 

o devtao hosh mein aao

upar vale logo ho jao sawdhan

niche vali duniyan mein aaya hai tufan 

aaj bacha lo apna thera 

aandhiyon ne aasaman ghera 

bdli hai dishaye palti hai hawaye

vo dekho insan bathta ja raha 

dharti valo ka jamana aa raha 

o devtao hosh mein aao

hoshiyar rahna himaly jaga hai 

ganga jamuna ne bhi kinara tyaga hai 

simao ko tod ke samandr bhaga hai 

sab ne apna adhikar manga hai

o unche aasan valoniche najre daalo 

o unche aasan valoniche najre daalo 

dekho dhul mein se dhuaa nikla ja raha 

dharti valo ka jamana aa raha 

o devtao hosh mein aao

aaj hai chunaiuti har balvan ko om swaha 

aaj hai chunaiuti har balvan ko om swaha 

jalna hoga aag mein jhuti shan ko om swaha

girana hoga ambar ke pas ko om swaha 

hatna hoga raste ki chattan ko 

jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha

aana hoga niche aasaman ko om swaha

jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha

aana hoga niche aasaman ko om swaha

aana hoga niche aasaman ko om swaha

jhkana hoga aaj abhiman ko om swaha

Explore this song