Roman script

ho pyar kya hai ye tumko pata 

chal jayega meri bato se

chain nahi din me gori

ud jayegi nind teri rato me

ho pyar kya hai ye tumko pata 

chal jayega meri bato se

chain nahi din me gori

ud jayegi nind teri rato me

tu hi meri jeet hai tu hi meri haar hai

tujhse hi mujhko pyar hai

o diwani raja rani ki kahani hai purani 

fir bhi nayi lagti hai

kyonki mai raja hu or tu hai rani

kyonki mai raja hu or tu hai rani

o diwani raja rani ki kahani hai purani 

fir bhi nayi lagti hai

mahka mahka aachal tera

ud jayega jab hawao me

bahka bahka man ye mera jhumega teri raho me

mahka mahka aachal tera

ud jayega jab hawao me

bahka bahka man ye mera jhumega teri raho me

ha hum dono ki preet hai preet ka ye geet hai

tu hi mera man meet hai

o diwani raja rani ki kahani hai purani 

fir bhi nayi lagti hai

kyonki mai raja or tu hai rani

kyonki mai raja or tu hai rani

o diwani raja rani ki kahani hai purani 

fir bhi nayi lagti hai

ho pyari pyari surat teri

lagti hai kitni bholi re

yuhi aake barat lake le jaunga teri doli re

bilkul sidha sadha hai jo mera irada hai

o rani tujhse mera ye wada hai

o diwani raja rani ki kahani hai purani 

fir bhi nayi lagti hai

Explore this song