Roman script

o chaand mere

chaand mere kyun dur khada sharamaaye

kyun aankh mila ke badali me chhup jaaye

chhup jaaye, chhup jaaye o

mast fizaaye sard hawaaye prit ke git sunaaye

ham ho tum ho tanhaayi ho shabnam pyaas bujhaaye

o chaand mere

chaand mere kyun dur khada sharamaaye

kyun aankh mila ke badali me chhup jaaye

chhup jaaye, chhup jaaye o

dil ki dhadakan sun le re saajan aake, aake

dil ki dhadakan sun le re saajan aake, aake

aaj ki ratiya aane ki nahi jaa ke, jaa ke

aaj ki ratiya aane ki nahi jaa ke, jaa ke

nadi kinaare, nadi kinaare papiha pukaare

baag me bulbul gaaye, baag me bulbul gaaye

o chaand mere

chaand mere kyun dur khada sharamaaye

kyun aankh mila ke badali me chhup jaaye

chhup jaaye, chhup jaaye o

Explore this song