Roman script

o beta alfu farmao chacha salfu

are o beta alfu farmao chacha salfu

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu

o ho o

o beta alfu farmao chacha salfu

laal ki hai meri pyari

maula rakam de bhari

maar meri kismat par bharke

daulat ki pichkari

sambhal na bhai

dil ne bahut jhak mari

are mehangi padi dildari

ab to bana de humko maula

aashiq se vyapari kyu ke

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu

o ho o

o beta alfu jhak maaro chacha salfu

shakl se badhkar paisa

haye gajab hai kaisa

ghas chare dilwale

dekho ishq ladaye bhainsa

yaar mila hai jaisa

pyar bhi de tu waisa

rakh de mere sine me maula

dil ke bajaye p p p paisa

kyu ke

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu

o beta alfu farmao chacha salfu

haye haye haye haye haye haye

kya hua

haye main pitu chhati

degree meri ban jati

sone ke ande dene wali

murgi koi mil jati

pak pak pak pak pak

pak pak pak pak pak

pak pak pak pak pak

hath jo nagdi aati

are shadi meri ho jati

bhade pe le aata main dulhan aur barati

kyu ke

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

chadh gaya ulfat ka bazaar

pyar ki kimat bees hazaar

bhej thanathan bhej thanathan malik tu hi tu

o o o

o beta alfu jhak maaro chacha salfu

o beta alfu jhak maaro chacha salfu

Explore this song