Roman script
hoja baby raazi karle lafdebaazi kyun hai yeh naaraazi tu banja meri hoja baby raazi karle lafdebaazi kyun hai yeh naaraazi dil toh hua hai romeo zara romaani sa aa juliet kuchh karde hum zara toofani sa ke aaja ab on karde tu dil ka meter love ka current laga ke baby kamar hila ke bijli gira ke soya soya jalwa jaga baby dil laga ke lafda kar le tagda kar le hoja baby raazi karle lafdebaazi kyun hai yeh naaraazi tu banja meri yeh khabar hai taazi khel li maine baazi leke aaya kaazi ke ab toh tera hua hai dil yeh lafandar ab dil ko na thukra ke baby sar aankhon par hai teri adayein manzoor har nakhra oh baby dil laga ke lafda kar le tagda kar le romeo pyare yeh baatein teri yeh mujhko hai lagti haan feeki badi pyar lafda nahi jhagda nahi ehsaas hai mujhko tu yeh toh bata ki kis tarah tu khaas hai oh romeo yeh ishq naam hai naadaani ka aankhon se behta jharna khaare paani ka ke love mein khatre bade hain lafde bade hain yoon na current laga ki love ka switch off kar’ke batti bujha ke oh pagle tu tere ghar ja yoon na bol humse ki lafda kar le tagda kar le hey hey burrrrah yeh kya hua hai yeh kya ho gaya toone yeh kaisa jaadu kiya roka bahut toka bahut par dil toh gaya toone mere zakhmon pe yoon tere pyar ka marham diya ke aaja ab on karde tu dil ka meter love ka current laga baby kamar hila ke bijli gira ke soya soya jalwa jaga baby dil laga ke lafda kar le nanana na tagda kar le oh baby dil laga ke lafda kar le tagda kar le tagda kar le tagda kar le tagda kar le
Song details
- Singer: Amit Trivedi
- Singer: Nikhita Gandhi
- Film / album: Ganapath (2023)
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Swanand Kirkire
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Tiger Shroff
- Actor: Kriti Sanon
- Actor: Elli Avram
- Actor: Rahman
- Actor: Gauhar Khan
- Actor: Jameel Khan
- Actor: Girish Kulkarni
Song video
singer: Amit Trivedi, Nikhita Gandhi