Roman script
o babu hamne to pyar kiya hai o babu hamne to pyar kiya hai tere pyar me jine marne ka tere pyar me jine marne ka ikarar kiya hai babu hamne to pyar kiya hai tere pyar me jine marne ka ikarar kiya hai babu hamne to pyar kiya hai kya dunia hai kya daulat hai kya dunia hai kya daulat hai sab ronak dil ki badolat hai o bedarda dil to liya ab, dil to liya ab jaan bhi le le hamne kab inkar kiya hai o babu hamne to pyar kiya hai o jaani hamne to pyar kiya hai in kadmo me dam todenge in kadmo me dam todenge tera daman na chodenge dil ka sauda hamne kiya ab, hamne kiya hum ye tu jane tune kya dildaar kiya hai babu hamne to pyar kiya hai tere pyar me jine marne ka ikarar kiya hai babu hamne to pyar kiya hai kismat ne jo bana dala kismat ne jo bana dala tumne kuch or bana dala sukriya tera maine adaa ek bar nahi do bar nahi ek bar nahi do bar nahi sau baar kiya hai jani hamne to pyar kiya hai o jani hamne to pyar kiya hai elaan maine aaj sare bazar kiya hai jani hamne to pyar kiya hai o jani hamne to pyar kiya hai
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Teesri Aankh (1982)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dharmendra
- Actor: Zeenat Aman
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Sarika
- Actor: Neetu Singh
- Actor: Amjad
- Actor: Mehmood
- Actor: Rakesh Roshan
- Actor: Amjad Khan
- Actor: Hema Malini
Song video
singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
actor: Shatrughan Sinha, Neetu Singh